A-Z Lyrics Database
Welcome! Login | Register
Lyrics   »   A   »   Abhijeet Sawant Lyrics   »   Meri Aankhen Lyrics

Abhijeet Sawant - Meri Aankhen Lyrics

Font:      
Align:    
  • Khoye hai yeh nazaarein, gumsum hai yeh sitaarein
  • Abb main kaise sahuun
  • Meri aankhein kahein, meri saansein kahein
  • Khoyi khoyi khoyi raahon ko takate
  • Meri raatein kahein, meri baatein kahein
  • Sune sune sune khwaabon mein rehate
  • Meri aankhein....meri saansein.......
  • Meri aankhein....
  • Tere hi koi khayaalon mein uljha rahu main sawaalon mein
  • Tanha sa huun main in raahon mein
  • Chala main musaafir bahaaron mein
  • Koi na jaane kya hai manjil meri
  • Meri aankhein kahein, meri saansein kahein
  • Khoyi khoyi khoyi raahon ko takate
  • Meri raatein kahein, meri baatein kahein
  • Sune sune sune khwaabon mein rehate
  • Meri aankhein....meri saansein.......
  • Khoye hai yeh nazaarein, gumsum hai yeh sitaare
  • Abb main kaise sahuun
  • Palkon mein hai sajaaye koi sapne paraaye
  • Kaise rahuun main yuun door

  • Report error in lyric




    The Meri Aankhen lyrics by Abhijeet Sawant is property of their respective authors, artists and labels and are strictly for non-commercial use only.
    Copyright © 2009-2026 Azlyricdb.com. All Rights Reserved | Privacy policy | Blog
    You are now viewing Abhijeet Sawant Meri Aankhen Lyrics